Wednesday, November 9, 2016

URDU HINDI Long Hair Tips / Hair Care Tips In Hidni Urdu


Khaal sy hairs ko dhoo lein. Sarssoo ki khaal koot kar rakh lein. Nhaany sy pehly Garam pany sy bhegoo dein. saar mein milla kar pani sy dhoo lein. iss sy aap k baal mulaaim ho jaien gy.


  • Aamla
  • Hareer
  • Berha


Tenoo chezien ham wazan ley kar koot lein.

Aik Glass pani mein safoof daal kar iss sy saar dhoo lein. aap k baal khoobsoraat ho jaye gy.

Sikakai or retheey ko ham wazan ly kar safoof bana lein. jinn k baal boht ghany hon wo ye safoof lagaien.

Lemoo ka raas oil mein mila kar Jaroo tak sar mein malish karien.

Kalwanji pees kar iss k saath apna sar dhoo lein. iss sy aap k hairs soft owr mulaaim ho jaien gy.

Hair Care Tips In Hidni Urdu
Male hair tips in hind urdu

0 comments:

Post a Comment